How to download Google play store paid app :-
Google play store se paid app to app sabhi download karna chahte honge.. kyuki paid app mein extra feature to milte hai or sath mein ad free hota hai jiski wajaha se hame kai problem se chutkara mil jata hai. paid app jo feature milte hai wo hame free app mein nahi milte hai... aise me kai baar hame apne Android mobile mein kai baar aise app ki jarurat padti hai jo hamare budgut k bahar hote hai. or hame us app ki bahut jarurat hoti hai to hum use google pe search karte hai or usse releted bahut si fake app hum download kar lete hai jisse hamare phone mein virus ya aise app aa jaate hai jo hamari secuirty ko leak karte hai. jo hamare persnal data k liye bahut hanikarak hai...
Paid app ko free mein download k option :-
waise to hamare pass kai aise option hai jisse hum paid app ko download kartr hai
jaise google, black mart.. ab agar baat kare google ki to google pr kai aisi website hai jo fake app deti hai to wo option 100% thek nahi hai.. eske alawa black mart to black mart ki baat kare to wo proper kaam nahi karti hai..
Best option for Download paid app free :-
To best option ki baat kare to google playstore se agar sidha download mile to apko jada sefty milegi... to aise mein hum paid app ko free mein download k APPVN ka use karte hai to chaloye mai apko btata hun ki kaise app log APPVN KA use kar k playstore se sidha kaise download karenge..
Process to download paid app free :-
step 1 :- sabse pahle to apko APPVN APP ko neeche diye gaye link se download karna hai.. download k baad jaise he open karenge to ho sakta hai ki apse ye update mange to app update kar dena es app ko.
Free app Not in Google playstore so i provide it.
download APPVN apk
Step 2 :- app open karne k baad apko ye dusre language mein dikhega to app uper 3 line mein jaake wahan setting ka icon dikhega apko.. wahan click kar k apko english per kar dena hai.
step 3:- ab apko es app pe login karna apka jo bhi number ho usse app es app pe login kar le login k baad.
step 4:- ab apko playstore kholna hai or jo bhi app apko download karna paid wala use dhundhna hai or usne neeche page pe apko share ka option milega wahan click karna jaise he app share pe click karenge waise apke samne kai option aa jayenge tab apko appvn pe click karna hai or apke samne apka paid app khul jayega apko sirf download pe click karna hai click karte he ye apse kuch permisson manega jise apko ok kar dena hai.. or dubara download pe click karna hai.
apka download start ho jayega eske baad apko install ka option aayega to install kar le
step 5:- agar apke samne install nahi aata to app appvn mein download mein jaake manualy install bhi kar sakte hai..
es taraha se app koi bhi paid app download kar sakte hai wo bhi free mein..
agar fir bhi apke koi sawal or sujhav ho to app hame mail kar sakte hai..
aasha karte hai ki apko ye post pasand aayegi...
Thank you
Google play store se paid app ko download kare
Reviewed by techspotdc
on
August 17, 2017
Rating:
No comments: